Jeevan k iss mod par yeh dua hai hamari, sada khushiyo say jholi bhari rahe tumhari, Usmay ho aansu khushi ki aur yaadein hamari
Yh Dua hay mary hamnashn
Mujhy tuj sy koi gila nhi
Tujhy zindagi main wo sakoon mily
Jo mujhy kabhi mila nhi.
har khushi par haq ho aapka.
khushiyon bhara safar ho aapka.gam kabhi karwat na badle aap ki taraf.sada muskurata rahe chehra aapka
Muskerataa tayraa jahan rahay
Tayri har mushhkil Aasaan rahay
Tujhey urooj par le jayee tayra naseeb
Tu zameen par bun kay Aasmaan rahay
Laxmi ka hath ho, Saraswati ka sath ho,Ganesha ka niwas ho!
Iss navratron me ma Durga ka aap pe aashirwad bna rhe
Pucch lou khudaaa se tere liyee hi dua maaangi
Pucch lou hawaaa se tere liye hi fizaaa maaangi
Kabe na aein aaansuu teri aaankhon mein
Humm ne duaaaon mein ik ye he duaaa maaangi.
DiL Mein Basaaa Rakhaaa Hey Tayri Waffaaaon Koo,
Aaankhon Main Chupaaa Rakhaaa Hai Tayri Adaaon Koo,
Iss Jahaan Main Kya Doon Tumain Bataaon,
Hoo Sakay Tou Tauhfa Samah Layna Mayri Duaaaaon Koo..... !!
Mari Rahon Ky Jo Jugnu Hain Wo Tery Hain, Teri Rahon Ky Jo Andhere Hain Wo Mery Hain, Chhu Sakta Ni Koi Gham Tujh Ko Kun Ke, Tujh Par Duaon Ky Jo Pehray Hain Woh Mery Hain
Khuda na kare aapko koi gum mile,
Khushiya aur hasi har dam mile,
Gum jab bhi bad chale aapki taraf,
Khuda kare raste me use hum mile.
