Aaj ujaali ki kiran kho gayi
zindagi veraan se ho gayi,
gaye woh din
jab humne unse umeed rakha
Aaj yeh khoob ho gaya
ki humain dosti se nafrat ho gayi
Always draw a circle
around the ones you love,
never draw a heart because
hearts can be broken,
but circles are never ending
Hm to khty thy kh hm pathr dil ho chuky hain,
Mgr, Azmaish e waqt pr phoool sy bhe hasas nikly...!!!
Ghum- e- dil sunaaney kou g chahataa hei..
Tumain aazmaaney kou g chahataa hei.
Sunaa hei jb se key bohat door hou tum,
bohat door jaaney kou g chahataa hei..
Unhayn hum say koee sheekaayat nahee hei,
yun hee rooth jaanay kou g chahataa hei
Dua hai k wo Humse 100 bar roothein,
hamara mananay ko jee chahata hai.
Aeye dost tayri dostee par kartay hein humm naaz......
her waqt milnay kee kartay hein fareeyaad.....
humain nahee pataa, gher walay bataatey hein......
hum neend maiin bhee kartay hein ap say baaat.......
Iqrar kar gaya kbhi inkar kar gaya,
har bar ek azab se dochar kar gaya.
Rasta badal badal k b dekha magar w0 shaks..
Dil mein utar k sari haden par kar gaya
Uska shukria kuch is tarha se ada karon, wo kare bewafai mai sada wafa karon,meri dosti ne itna sikhaya hai mjhe,khud mit jaon mager us ke liye dua karon.
Duaoon main teri khoshi mangtay hain
Khaboon main teri hansi mangtay hain
Sochtay hain hum tum say kia mangain
Chalo umer bher ki DOSTI mangtay hain
Friendship iz like a glass,
handle it with care,
becoz once broken cannot be mended,
and even if mended....
a crack iz alwaz there..
Door chnad kahi jal raha ho ga
Kis ka dil machal raha ho ga
Uff yeh mera pairo mai chubhan kasi
Zaror mere koi apna kanto per chal raha ho ga
Aj ujali ki kiran kho gayi
zindagi veraan se ho gayi,
gaye woh din
jab hamne unse umeed rakha
Aaj yeh khoob ho gaya
ki human dosti se nafrat ho gayi
Aaap jaisa dost har ek ka khwab hota hai,
Jin ka alag andaaz hota hai,
Asma ka koi hisab nahi hoya,
Par Aap
Kejaisa ek dost taro me aftab hota hai
Iqrar kr gya kbi inkar kr gya,
hr bar ak azab sy doo char kr gya.
Rasta badal badal ky b dekha magar wo shaks
Dil mein utar k sari haden par kar gaya�
Duaoon main tari khoshi mangty han
Khaboon main tari hansi mangty han
Sochtay hain hum tum sy kia mangan
Chalo umer bher ki DOSTI mangty han.
"Dostee kaa payghaam jou aapkaa millaa,
Dil hoo gya khushh mit gayaa saaraa gillaa,
Kisee Dost kou nahee milla ho gaa,
Dostee kaa aiysaa silla,
Key Saarey Ghumm Ho gaye door mayray,
Jub doston kay piyar kaa nazraana millaa"
Zindaggee kei raaahon mai tumein jou gham milein gey,
Mayray haunslon sey kumm milain gey....
Jub khod kou tanhaa paao kbee,
Qassam dostee kie bus yaad karnaa aur samaney ham milein gey....
Kabhi na aya woh mere saath chal k ,
Hamesha gaya mujy naraz kar k ,
Mout par meri agar woh aya to keh dena k , Abhi abhi soya hai tumhy yaad kar k.
Sab kuch hy mere pas par dil ki dawa nahi,
Door wo mujhse hy par main khafa nahi,
Malum hy ab b pyar karta hy mujhse,
Wo thora sa ziddi hy
magar bewafa nahi.
Always draw a circle
around the ones you love,
never draw a heart because
hearts can be broken,
but circles are never ending
Broken Dosti Sms