Hume Apen Pyar ka Hisab nahi aata,
Unka Palatkar Koi Javab nahi aata,
Hum to unki yaad me sote tak nahi, aur unko sokar bhi hamara khwab nahi aata...
Mohabat me Lakho Jakhm Khaye hamne.
Apsosh ki unhe hum pe aitvar nahi.
Mat Puch Kya gujarti hai Dil Pe
Jab Vo Kahte hai Hame Tumse Pyar Nahi.
Jab Tum Kisi Ko Khuda Se Mango Aur Wo Tum Ko Na Milay Tu Samjh Jao K Tumay Khuda Se Koi Aur Mang Raha Hai...
Karein gay tark-e -taaluq ye tum se wada raha,
Badan se saans ka rishta to toot janey do,
Har sapna sach nahi hota,har phool gale ka haar nahi hota,Yu to zindagi mein hazaroon milte hain,Par har kisise pyarr nahi hota From Ayesha Shamsher Khan
Faasle mita kar aapas mein pyar rakhna,
pyar ka rishta yu hi barkaraar rakhana,
bichar jae kabhi aap se hum,
to ankho mein hamesha hamara intezaar rakhna
Unhone apna Kabhi banaya hi nahi,
jhootha hi sahi, pyar dikhaya hi nahi,
galatiyan apani, hum maan bhi jate,
par kya kare kusur hamara hume
batayaan hi nahi
Aasoo-on Ke Chalne Ki Aawaaz Nahi Hoti,
Dil Ke Tootne Ki Aahat Nahi Hoti,
Agar Hota Khuda Ko Har Dard Ka Ehsaas,
To Usey Dard Dene Ki Aadat Nahi Hoti!
tute huye paimaane me jaam nahin aata,,,
ishk k mareez ko aaram nahin aata,,
dil torne wale kamse kam ye to socha hota,,
k tuta hua dil kisi k kaam nahin aata...
jab dard nahi tha sine me to kya khak maja tha jine me wah wah
Jaise chahate hum unhe
vo bhi chahate to koi baat hoti
paane ka armaan to tha,
bin maange mil jate to kya bat hoti
