Saza deaynay waly raza puchte hain, Jeeny kee humsy waja puchty hain
Deaytay hain khud hi zeher, or aa ker kitna hua asar puchty hain...
Agar karni thw baywafae to pahly bata dety. duniya badi haseen the,hum kahin aur dil laga lety
tum aj hanste ho hans lo mujh par ye aamaish na bar bar hogi
main janta hun mujhe khabar hai k kal faza khushgawar hogi
rahe muhabbat main zindagi bhar rahegi ye kashamakash barabar
na tumko qurbat main jit hogi na mujhko furqat main har hogi..
Kb hoi pyar ke barsat mujeh yad nahe?
kaif me dobhi mulaqat mujeh yad nahe?
main to madhosh tha kuch itna uski chahat mein,
usny kb chor diya sath mujeh yad nai,
Dil k Dard ko Lafzon mai dhala na gya
Ghum k Ansuon ko Aankho se nikala na gya
Uss nsy Mujhe Dard is liye dya
Kiun ky uss say Mera Pyar Sambhalaa naa gya
Tumharee hr ik baat baywafai ki kahani hey, laykin tayri her ik
saans mayri zindagi ki nishanee hei
tum aaj tak samaj nhi paye
mayray piyar ko, iss liye mayray ansoo bhee tumharay liy sirf panee hain
ke angan se chand ka didar ho gaya, Mai uska divana ho
gaya chand badalo mai kho gaya, Hamne badal hatne ka
intazar kiya, Tabtak chand kisi or ka ho gaya.
Barbaad kr gaee woh zindagee piyar ky naam py, by wafaee mil gae
wafaa ke inaam py, zakhm hi zakhm de gaya woh dawaa ke naam
pe, khudaaa bhee ro parah meri mohabbat ky anjam py
