Mandir mein jaap karta hoon,
Masjid mein adaab karta hoon,
Insaan se kahin bhagwan na ban jaun
isliye roz tujhko SMS karke paap karta hoon.
Agar aap bus, train, plane ya kahin se bhi aa ya jaa
rahe ho aur kisi mahila ke haath mai phool, dhaga,
chain ya chamakti hui koi bhi vastu dekhen.
To turant wahan se hat jayen.
Yeh vastu Rakhi ho sakti hai.
Aapki zara si laparwahi apko Bhai bana sakti haiā¦
Janhit mai jaari!!!
Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Jhula Bahon Ka Aaj Bhi Do Na Mujhe
Bhaiyaa Goud Mein Uthao Na Aaj Mujhe
Kad Se Hoon Badi Mann Se Chhoti Main
Aaj Bhi Maan Lo Na Zid Meri.
Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai
Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai
Sari Umar Hame Sang Rehna Hai.
